Foreign Direct Investment FDI ek aisi business policy hai jiske dwara ek desh dusre desh mein apne business ko phela sakta hai. Yeh business policy jyadataar deshon mein hoti hai. Isse ek desh ke business man dusre desh mein bhi apna business set up kar sakte hai. jises unka business kafi bad jata hai aur unka ya ek tarike se kahein toh desh ko bahut fayda hota hai.
Foreign Direct Investment FDI ek aisi
business policy hai jiske dwara ek desh
dusre desh mein apne business ko phela sakta hai. Yeh business policy jyadataar
deshon mein hoti hai. Isse ek desh ke business man dusre desh mein bhi apna
business set up kar sakte hai. jises unka business kafi bad jata hai aur unka
ya ek tarike se kahein toh desh ko bahut fayda hota hai.
Har desh ki apni policy hoti hai FDI
ko lekar jismein har desh yeh set karta hai ki kis sector mein bhar ki
companies kitna Invest kar sakti hai. ispar har desh ki policy alag hoti hai.
Agar kisi desh mein fdi ki policy hoti hai toh us desh mein imployment ke
offers kafi bad jati hai. Dusre desh se MNC’s ati hai jise kisi bhi desh mein employment badta
hai. Aur desh ka bhi development hota hai.
Kisi dusre desh mein investment do tarike se kiya ja sakta hai- ek toh
‘organically’ jismein ki ap apne business ko dusre desh mein bada sakte hai
kisi aise business company ke sath milke jo ki phele se wah ache se kaam kar
rahi ho aur ek hota hai ‘inorganically’ jismein ki hum dusre desh mein kisi bhi
company ko kharid ke usea apna naam deke use phir se chalu karein
.
FDI ke andar kafi cheese ati hai jaise ki-
Mergers- jismein ki do ya do jyada company
apas mein milkar apne business ko age badaye.
New Facilities- iske andar kisi bhi company dwara kiye
gaye kaam se jo naye offers ya resources develop hote hai who iske andar ate
hai.
Profits- ismein kafi profit hota hai business
man ko bhi aur country ko bhi. Jo ki companies ek desh ke loss ko dusre desh ke
profit se compensate katri hai hai jisse unka loss minimize ho jata hai aur
profit maximize ho jata hai.
Intra company loans-
iske andar ek company dusri company se loan lati hai. aur use dhire
dhire karke deals ke jariye chukka deti hai jise nah company pe koi jyada load
ata hai na hi us country ki banks ko jyada amount loan ke tarah dena padta hai
.
FDI ke andar kafi important policy hoti hai jaise ki joint ventures, transfer of technolongy,
expertise, participation in management, exchange of stocks.
FDI bhi kai tarah ki hoti hai jaise ki-
Paltform FDI- is FDI ke andar company ji desh mein hai
usi desh se dusri country mein investment karti hai taki who us jagah se kisi
aur country mein apne goods ko export kar sake jissemein use jyada profit hota
hai.
Vertical FDI- is FDI ke andar firm jo ki up ya down ki
condition mein chal rahi ho different areas,
toh usmein investment karke stage by stage apne profit ko earn karte hai.
Jis hisaab se population 1950 ke decade se badi hai who sab population
growing countries mein badi hai jisse ki wahan ki economics kafi pressure mein
ayi thi jis wajah se FDI ka sahara leke kafi deshon ne apne aap ko dubara
establish kiya aur kafi strongly recover kiya. Uske baad kafi deshon ne FDI ka
support kiya un deshon mein majorly who desh the jo ki aaj ke time par apnea
aap mein ek mahashakti hai.
Inmein shamil hone wale deshon mein hai – China,
India, United States, Canada, United Kingdom, Russian Federation.Our Travelling Blogs
Unexpected Experience in Manali
Follow our Travelling Page on Social Platforms
Instagram: https://www.instagram.com/travelling_bot/
Facebook: https://www.facebook.com/bot.travelling
Youtube: https://www.youtube.com/channel/UCKvwFLe30tzWNBkT1gSMitQ
Candidates who will apply for CET 2019 should read the released notification very carefully to avoid any kind of mistakes at the time of filling of application form. It is compulsory for all the candidates to meet the eligibility conditions.
ReplyDelete